|
Hi.. Pratibha ji.. I visited ur site it is realy good... next year I may move to Australia.. to perform.. I'm doing some experiments with our music... it is good to know about u. Bapu
haribhakta@rediffmail.com bapu bahaar kaa sangiit waah, kya khoob hai aapakii website. -devendra rastogi asansol pratibha jii hum aapka Qawwalii ka programm nagpur me karana chahate hai. waha aane ka kya kharch baithega. hamane tv par aapaka program dekha tha. maza aaya. md. zamil sitabardi, nagpur hamani bojpuriya hain jaa. raur panwa khiya ke saiyaa casset ihaa baazaar me bheta gail. suni ke niman lagal. e go bhojpuri karyakram durga puja me karawe ke bichar baa. eh aapake ghare aawe chahat baanii jaa. raur kab subidha hokhii. ramujar chaube bhagalpur muhatarma aapaki website dekhii. yah dekhakar achcha laga kii aapane ahmara bhii zikra kiya hai. hamarii duwaye aapake sath hain. insha allah aap aur kamyaab hon. salimnehaly@yahoo.com madam aapaki site par aapake hit geet bhii rahate to baat aur banatii. manoj sukla chapara hai, best wishesh pratibha. your,s robin mandol dhaka
e mail me
         |